MAA
Khuda ne"MAA"se sawal kiya
 k agar tere kadmo se jannat
 le li jaye,
 or
 tujhse kaha jaye k kuch aur
manglo to khuda se kya
 mangogi????
 to"MAA"ne bahut khubsurat
 jawab diya k,
 Me apni aulaad ka NASEEB
 apne hath se likhne ka haq
 mangungi,
 kyo k unki khushi k aage
 mere liye HAR jannat choti  hain..!
 
 
 
 
 
          
      
 
  
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
No comments:
Post a Comment